Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDeedar (1951)
HomeDeedar (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho o o bachpan ke din bhula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena aaj hanse kal rula na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste gaate haste aa aa aa aa aa aa door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein deep jalaayein deep jala kar bujha na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane ha ha aa aa aa aa aa nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane yahi zamaane yaad humaari mitaa na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena
chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai khushi mein aaj kal kuchh ghum bhi shamil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai khushi mein aaj kal kuchh ghum bhi shamil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana naa jaane kyun badalti jaa rahi hai zindagi meri naa jaane zindagi meri naa jaane kyun badalti jaa rahi hai zindagi meri naa jaane zindagi meriiii main dil se bekhabar dil mujhse gaafil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana ye uljhan aur ye bechaini ye dhadkan aur ye betaabi ye dhadkan aur ye betaabiiiii ye uljhan aur ye bechaini ye dhadkan aur ye betaabi ye dhadkan aur ye betaabiiiii mera dil jaane kinn teeron pe ghayal hota jaata hai chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai khushi mein aaj kal kuchh ghum bhi shamil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana
dekh liya maine kismat kaa tamaasha dekh liya ik aag bhujhi ik aag lagi aankhon ne meri kya dekh liya dekh liya maine dekh liya maine saajan tera waada dekh liya raste pe hoon main manzil pe hai tu ye pyaar kaa naata dekh liya dekh liyaa maine aaya main kisi ki mehfil mein mehfil mein toofan liye laakhon dil mein mil kar bhi raha main mushkil mein milne kaa natijaa dekh liya ik aag bhujhi ik aag lagi aankhon ne meri kya dekh liya dekh liya maine chhupte hi tere o chaand mere o chaand mere suraj bhi naa nikla aangan mein phir ghum ki andheri raat huyi do din kaa ujaala dekh liya raste pe hoon main manzil pe hai tu ye pyaar kaa naata dekh liya dekh liya maine dekh liya maine saajan tera waada dekh liya dekh liya maine kismat kaa tamaasha dekh liya
duniyaa ne teri duniyaawale sukh chain humara chheen liya sukh chain humara chheen liya pehle to basaayi dil mein khushi phir dil ka sahaara chheen liya phir dil ka sahaara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale kya kaam humen ab jeene se marne ki duwaayen kyun naa karen kyun naa karen toofan mein kashti aan phansi maujon ne kinaara chheen liya maujon ne kinaara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale aye ghum ki ghata jaa aur kahin aye ghum ki ghata jaa aur kahin ab paas humare kuchh bhi nahin ab paas humare kuchh bhi nahin oooo kuchh bhi nahin chamkaaya tha jisne kismat ko toone wo sitaara chheen liya toone wo sitaara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale sukh chain humara chheen liya sukh chain humara chheen liya duniyaa ne teri duniyaawale
aaaaaa haaaaan haaaaaan asi re panjaayeeeeee ehd e sahbaab kar ke mujhe kahaan gaya mera bachpan kharaab kar ke mujhe ayeeeeeeeeee huye hum jinke liye barbaad wo hum ko chahe karein na yaad jeevan bhar jeevan bhar unki yaad mein hum gaaye jayenge gaaye jayenge ek zamana tha wo pal bhar hum se rahe na door hum se rahe na door ek zamana tha wo pal bhar hum se rahe na door hum se rahe na door ek zamana ye ke huye hain milne se majboor milne se majboor ek zamana ye ke huye hain milne se majboor milne se majboor wo ghum se lakh rahen aazad sune na dard bhari phariyad afsana afsana hum to pyaar ka doharaye jayenge gaaye jayenge main hoon aisa deep ke jismein main hoon aisa deep ke jismein naa baati na tel naa baati na tel bachpan beeta bani muhabbat chaar dinon ka khel chaar dinon ka khel bachpan beeta bani muhabbat chaar dinon ka khel chaar dinon ka khel rahe ye dil ka nagar aabad basi hai jismein kisi ki yaad hum dil ko hum dil ko unki yaad se behlaaye jayenge gaye
le jaa meri duwaayen le jaa pardes jaane waale le jaa meri duwaayen jaa kar bhula naa dena dil se meri wafaayen le jaa meri duwaayen le jaa meri duwaayen le jaa pardes jaane waale le jaa meri duwaayen tu hi suhaag meraaaaa tu hi singaar meraaaa kar loongi zindagi bhar main intezaar tera ummeed ke sitaare dekho naa doob jaayen le jaa meri duwaayen le jaa meri duwaayen le jaa pardes jaane waale le jaa meri duwaayen sunte hain ye sitamgar duniyaa nahin kisi ki jisne bhi ki muhabbat dushman huyi usi ki aisa naa ho ke saajan hum tum se mil naa paayen le jaa meri duwaayen le jaa meri duwaayen le jaa pardes jaane waale le jaa meri duwaayen jaa kar bhula naa dena dil se meri wafaayen le jaa meri duwaayen
meri kahani bhoolne waale meri kahani bhoolne waale tera jahan aabaad rahe meri kahani teri khushi par main mit jaaun duniya meri barbaad rahe meri kahani mere geet sune duniya ne magar mera dard koyi na jaan saka na jaan saka ik tera sahaara tha dil ko ik tera sahaara tha tu bhi na mujhe pehchaan saka tu bhi na mujhe pehchaan saka bachpan ke wo geet puraane aaj tujhe na yaad rahe meri kahani main apna fasana keh na sakaa mere dil ki tamanna dil mein rahi lo aaj kinaare par lo aaj kinaare par aake armaanon ki kashti doob gayi armaanon ki kashti doob gayi kismat ko manzoor yahi tha lab pe mere fariyaad rahe meri kahani meri kahani bhoolne waale tera jahan aabaad rahe meri kahani
naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon naseeb darr pe tere tujhi ko teri kahaaaniiiiiiiii tujhi ko teri kahani sunaane aaya hoon naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon jo naghmen soye huyeeeeeeee hain tere khayaalon mein hain tere khayaalon mein jo naghmen soye huye hain tere khayaalon mein unhi ko aaj main gaa karrrrrrr unhi ko aaj main gaa kar jagaane aaya hoon naseeb darr pe tere haaye naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon oooooooo bahaa bhi de meri haalat pe aaj do aansoon aaj do aansoon baha bhi de meri haalat pe aaj do aansoon main apne dil ke lagi koooooo main apne dil ke lagi ko bhujhaane aaya hoon naseeb darr pe tere haaye naseeb darr pe tere aazmaane aaya hoon aazmaane aaya hoon hooooo oooooo oooo oooo agar wo saamne hote to unse yeee kehtaaaaaaaaa agar wo saamne hote to unse ye kehta tere huzoor mein bigadiiiii tere huzoor mein bigadi baanane aayaa hoon naseeb darr pe tere
nazar phero naa humse hum hain tum par marne waalon mein nazar phero naa humse nazar phero naa humse hum hain tum par marne waalon mein humaara naam bhi likh lo mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein jahaan nazren milin bole ke hum hain marne waalon mein jahaan nazren milin bole jahaan nazren milin bole ke hum hain marne waalon mein banaawat hi banaawat hai mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein oooo tumhari shokhiyon ko dil meraa nakaam kar dega aaaaa suna kar pyaar ke naghmen tumhen badnaam kar dega haaaan aji yeh dil nahin chhip chhip ke aahen bharne waalon mein humaara naam bhi likh lo mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein wohi dil hai jo iss duniyaa mein apna naam kar jaaye mohabbat kya karega wo jo badnaami se dar jaaye haaann nahin hum aapki in dhamkiyon se darne waalon mein banaawat hi banaawat hai mohabbat karne waalon mein mohabbat karne waalon mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bachpan Ke Din Bhula Na Deedar (1951) 03:36 13029
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar, Nimmi, Ashok Kumar
Duration : 03:36   Song Number : 13029   

Chaman Mein Reh Ke Deedar (1951) 03:14 13030
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:14   Song Number : 13030   

Dekh Liya Maine Kismat Deedar (1951) 03:37 13031
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nimmi
Raag- 
Mand
Duration : 03:37   Song Number : 13031   

Duniyaa Ne Teri Duniyaawale Deedar (1951) 03:13 13032
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:13   Song Number : 13032   

Huye Hum Jinke Liye Barbad Deedar (1951) 04:14 13033
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 04:14   Song Number : 13033   

Le Jaa Meri Duwaayen Deedar (1951) 03:45 13036
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Des
Duration : 03:45   Song Number : 13036   

Meri Kahani Bhoolane Wale Deedar (1951) 02:53 20944
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Ashok Kumar, Nargis, Nimmi
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:53   Song Number : 20944   

Naseeb Darr Pe Tere Aazmaane Aaya Hoon Deedar (1951) 03:34 13037
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi, Nargis, Ashok Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 13037   

Nazar Phero Na Humse Deedar (1951) 03:50 12836
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Ashok Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 12836